Thursday 21 July 2011

akkhir tu kyun rota hai

jab ye tanha dil ghabraya.
humne dil ko ye samjhaya.
aakhir tu kyun rota hai.
duniya mai yuni hota hai.
ye jo gehre sannate hai.
waqt ne sabko hi baattein hai.
thoda gam hai sabka kissa.
thodi dhoop hai sabka hissa.
aankh teri bekaar hi nam hai.
har pal ek naya mausam hai,
kyun tu aise pal khota hai.
dil akkhir tu kyun rota hai.

from - zindagi na milegi dobara...

No comments:

Post a Comment